Ujray Huey Harrappa K Aasaar Ki Tarha.....

Zinda Hein Log


اجڑے ہوئے ہڑپہ  کے آثار کی طرح
 زندہ ہیں لوگ وقت کی رفتار کی طرح

 کیا رہنا ایسے شہر میں مجبوریوں کے ساتھ
 بکتے ہیں لوگ شام کے اخبار کی طرح

 بچوں کا رزق موت کے جووئے میں رکھ دیا,
 سرکس میں کودتے ہوئے فنکار کی طرح

 قاتل براجمان ہیں منصف کے سائے میں
 مقتول پھر رہے ہیں ازادار کی طرح

 وعدے ضرورتوں کی نظر کردیئے گئے
 رشتے ہیں سارے ریت کی دیوار کی طرح

 محسن میرے وجود کو سنگسار کرتے وقت
.... شامل تھا سارا شہر اک تہوار کی طرح

Ujray Huey Harrappa K Aasaar Ki Tarha
Zinda Hein Log Waqt Ki Raftaar Ki Tarha

Kia Rehna Aisay Shehr Mein Majbooriyon K Sath
Biktay Hein Log Shaam K Akhbaar Ki Tarha

Bachon Ka Rizq Mout K Jooey Mein Rakh Diya
Sarkas Mein Koodtay Huey Fankaar Ki Tarha

Qatil Baraajman Hein Munsif K Saey Mein
Maqtool Phir Rahe Hein Azadaar Ki Tarha

Waday Zrooraton Kin Nazar Kar Diye Gaey
Rishtay Hein Saray Rait Ki Diwaar Ki Tarha

Mohsin Mere Wujood Ko Sangsaar Karte Waqt
Shamil Tha Sara Shehr Ik Tehwaar Ki Tarha..


Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Comments

Post a Comment

Thanks For Nice Comments.