Woh Bakhshta Hai Gunah-e-Azeem Bhi Lekin

Best Hamd Collection

وہ بخشتا ہے گناہ عظیم بھی لیکن
ہماری چھوٹی سی نیکی سنبھال رکھتا ہے

ہم اسے بھول جاتے ہیں روشنی میں
وہ تاریکی میں‌بھی خیال رکھتا ہے

جو کبھی دیر سے لوٹوں تو میری ماں کی طرح
وہ  میرے  رزق  ک ا حصہ  نکال  رکھتا  ہے

گھروں میں جن کے دیا بھی نہیں ہے ان کے لیے
فضا میں چاند تارے اچھال رکھتا ہے

محبت اپنے بندوں سے کمال رکھتا ہے
....وہ ایک اللہ ہی ہے جو

....تیرا اور میرا خیال لازوال رکھتا ہے
Woh Bakhshta Hai Gunah-e-Azeem Bhi Lekin
Hamari Choti Si Naiki Sanbhaal Rakhta Hai

Hum Usay Bhool Jate Hein Roshni Mein
Woh Tareeki Mein Bhi Hamara Khayal Rakhta Hai

Jo Kabhi Dair Se Lotoon Tou Meri Maa Ki Tarha
Woh  Mere Rizq Ka Hissa  Nikaal  Rakhta Hai

Gharon Mein Jin K Diya Bhi Nahi Un K Liye
Faza Mein Chaand Taray Uchaal Rakhta Hai

Mohabbat Apne Bandon Say Kamaal Rakhta Hai
Woh Aik Allah He Hai Jo …

Tera Aur Mera Khayal Lazawaal Rakhta Hai…


Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Comments