Ab Yeh Bhi Nahi Yaad K Kia Naam Tha USka........

Jis Shakhs Ko


ﺍﺏ ﯾﮧ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﮐﮧ ﮐﯿﺎ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ ﺍﺱ ﮐﺎ
ﺟﺲ ﺷﺨﺺ ﮐﻮ ﻣﺎﻧﮕﺎ ﺗﮭﺎ ﻣﻨﺎﺟﺎﺕ ﮐﯽ ﻣﺎﻧﻨﺪ

ﮐﺲ ﺩﺭﺟﮧ ﻣﻘﺪﺱ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﻗﺮﺏ ﮐﯽ ﺧﻮﺍﮨﺶ
ﻣﻌﺼﻮﻡ ﺳﮯ ﺑﭽﮯ ﮐﮯ ﺧﯿﺎﻻﺕ ﮐﯽ ﻣﺎﻧﻨﺪ

ﺍﺱ ﺷﺨﺺ ﺳﮯ ﻣﻠﻨﺎ ﻣﯿﺮﺍ ﻣﻤﮑﻦ ﮨﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﺎ
 ﻣﯿﮟ ﭘﯿﺎﺱ ﮐﺎ ﺻﺤﺮﺍ ﮨﻮﮞ ﻭﮦ ﺑﺮﺳﺎﺕ ﮐﯽ ﻣﺎﻧﻨﺪ

"ﻣﺤﺴﻦ " ﺍﺳﮯ ﺳﻤﺠﮭﺎﻭ ﮐﮧ ﺍﺏ ﺭﺣﻢ ﮐﺮﮮ ﻭﮦ
ﺩﮐﮫ ﺑﺎﻧﭩﺘﺎ ﭘﮭﺮﺗﺎ ﮨﮯ ﻭﮦ ﺳﻮﻏﺎﺕ ﮐﯽ ﻣﺎﻧﻨﺪ ۔۔۔۔۔


Ab Yeh Bhi Nahi Yaad K, Kia Naam Tha Uska
Jis Shkahs Ko Manga Tha , Manajaat Ki Maanind

Kis Darja Muqaddas Hai Tere Qurb Ki Khuwahish
Masoom Say Bachay K Khayalaat Ki Maanind

Us Shakhs Se Milna Mera, Mumkin He Nahi Tha
Mein Piyaas Ka Sehra Hoon, Woh Barsaat Ki Maanind

Mohsin Usay Samjhao K Ab Reham Kare Woh
Dukh Baant’ta Phirta Hai Woh Sogaat Ki Maanind...



 Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Comments