Hansne Nahi Deta , Kabhi Rone Nahi Deta


Tum Maang Rahe Ho



ہنسنے نہیں دیتا کبھی رونے نہیں دیتا

یہ دل تو کوئی کام بھی ہونے نہیں دیتا



تم مانگ رہے ہو مرے دل سے مری خواہش

بچّہ تو کبھی اپنا کھلونا نہیں دیتا



میں اپ اُٹھاتا ہوں شب و روز کی ذلّت

یہ بوجھ کسی اور کو ڈھونے نہیں دیتا



وہ کون ہے اس سے تو میں واقف بھی نہیں ہوں

جو مجھ کو کسی اور کا ہونے نہیں دیتا

Hansne Nahi Deta Kabhi Rone Nahi Deta
Yeh Dil Tou Koi Kaam Bhi Hone Nahi Deta

Tum Maang Rahe Ho Mere Dil Se Meri Khuwahish
Bachcha Tou Kabhi Apna Khilona Nahi Deta

Main Aap He Uthata Hoon Shab-o-Roz Ki Zillat
Ye Bojh Kisi Aur Ko Dhone Nahi Deta

Wo Kon Hay Is Se Tou Men Waakif Bhi Nahi Hoon
Jo Mujh Ko Kisi Aurr Ka Hone Nahi Deta…………..

 

  

Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Comments